Vikramaditya Motwane’s coming-of-age drama, about a young boy breaking free, turns 11. Here are 15 lines and verses that inspired a generation.
1. Joh lehron se aage nazar dekh paati, toh tum jaan lete main kya sochta hoon…2. Chadhti lehren laangh na paayen, Kyun haanpti si naav hai teri, naav hai teri..3. Jigar juta ke paal baandh le, Hai baat thehri jaan pe teri, shaan pe teri…4. Udja banke dhoop ka panchi, Chhuda ke gehri chhaaon andheri, chhaaon andheri5. Chhoti chhoti chhitrayi yaadein, Bicchi hui hai lamhon ki lawn par Nange pair unpar chalte chalte6. Itni door aa gaye hain ki, Ab bhool gaye hain Ki joote kahan utaare the7. Meri tarah hota agar khud par zara bharosa toh kuchh door tum bhi saath-saath aate8. Rang meri aankhon ka baant-te zara sa, toh kuchh door tum bhi saath-saath aate9. Ik udaan kab talak yu kaid rahegi roko na chhod do ise10. Ik udaan hi sapno ko zindagi degi Sapno se jod do ise11. Har baal ki khaal ki yeh chaal bhi kha jaaye … iske haath padh jaaye toh mahiney saal bhi kha jaaye12. Aankhon ke pardon par pyaara sa tha jo najaara Duwa sa bankar udd gaya abb na raha13. Kahaani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai Subah nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai14. Hatheli mein hai kayi garmiyaan Junun sakt hai kayi narmiyaan Hai dilchasp yeh aarzu15. Geet mein dhalate labjon mein, taal pe chalati nabjon mein, Naya kuchh naya toh jarur hai, jarur hai