ENGLISH
TAMIL
HINDI
TELUGU
MALAYALAM
KANNADA
OTT
OTHERS
ENGLISH
TAMIL
HINDI
TELUGU
MALAYALAM
KANNADA
OTT
OTHERS
Slideshows
11 years of Udaan: 15 inspiration lines from the landmark film
Vikramaditya Motwane’s coming-of-age drama, about a young boy breaking free, turns 11. Here are 15 lines and verses that inspired a generation.
Team CE
Published on:
17 Jul 2020, 7:43 am
Copied
1. Joh lehron se aage nazar dekh paati, toh tum jaan lete main kya sochta hoon…
2. Chadhti lehren laangh na paayen, Kyun haanpti si naav hai teri, naav hai teri..
3. Jigar juta ke paal baandh le, Hai baat thehri jaan pe teri, shaan pe teri…
4. Udja banke dhoop ka panchi, Chhuda ke gehri chhaaon andheri, chhaaon andheri
5. Chhoti chhoti chhitrayi yaadein, Bicchi hui hai lamhon ki lawn par Nange pair unpar chalte chalte
6. Itni door aa gaye hain ki, Ab bhool gaye hain Ki joote kahan utaare the
7. Meri tarah hota agar khud par zara bharosa toh kuchh door tum bhi saath-saath aate
8. Rang meri aankhon ka baant-te zara sa, toh kuchh door tum bhi saath-saath aate
9. Ik udaan kab talak yu kaid rahegi roko na chhod do ise
10. Ik udaan hi sapno ko zindagi degi Sapno se jod do ise
11. Har baal ki khaal ki yeh chaal bhi kha jaaye … iske haath padh jaaye toh mahiney saal bhi kha jaaye
12. Aankhon ke pardon par pyaara sa tha jo najaara Duwa sa bankar udd gaya abb na raha
13. Kahaani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai Subah nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai
14. Hatheli mein hai kayi garmiyaan Junun sakt hai kayi narmiyaan Hai dilchasp yeh aarzu
15. Geet mein dhalate labjon mein, taal pe chalati nabjon mein, Naya kuchh naya toh jarur hai, jarur hai
Related Stories
No stories found.
X
-->
Cinema Express
www.cinemaexpress.com
INSTALL APP